-->

Sab Keh Do Day 2012 Song by Rahat Fateh Ali Khan


Batein Karte Raho 2012 – Rahat Fateh Ali Khan
Like every year, Zong celebrated its “Sub Keh Do” Day this year (2012) as well. A brand new video and song sung by is also released on this occassion. The for the “Sub Keh Do“ Song 2012 is given by Farrukh Abid & Shoaib Farrukh where as the is a tribute to the brave men that made the 8th wonder of the world, The Karakorum Highway.
Lyrics of Batein Karte Raho – Rahat Fateh Ali Khan
Ankh Ke Samnay Yeh Jo Paigham Hai
Aisay Mashal Hai Jis Ko Bhujana Nahi
Baatein Sunte Raho Baatein Karte Raho
Dil Ki Awaz Dil Main Daabana Nahi
Yeh Yaqeen Tha Mujhe Dhond Loon Ga Usey
Jis Ka Maloom Koi Thekana Nahi
Ooo Dil Main Jagi Lagan Kar Ke Soo So Jatan
Dhan Dalein Gey Hum Saaray Koh-E Daman
Tham Gye Raabtey Chal Pare Raatey
Ab Kisi Mod Per Dag Magana Nahi
Yaad Sab A Gya Kar Liya Faaisla
Jaag Uthe Jo Jazbe Woh Sulana Nahi
O Reshmi Reshmi Yeh Jo Zangeer Hai
Dosti Aur Mohabbat Ki Tasveer Hai
Aur Kahin Bhi Nahin Yeh Nazare Haseen
Koi Manzar Bhi Itna Suhana Nahi
Paar Jab Ho Gya Oounche Kohsaar Se
Ajnabi Tha Magar Sab Miley Pyar Se
Us Ko Ana Tha Par Woh Na Aya Nazar
Us Ne Kia Apna Wada Nibhana Nahi
Us Ne Kia Apna Wada Nibhana Nahi
Hat Se Dil Ley Gya Samney Jab Hua
Jis Ko Dekha Nahi Jis Ko Jan Nahi
Baatein Sunte Raho Baatein Karte Raho
Dil Ki Awaz Dil Main Daabana Nahi
Baatein Sunte Raho Baatein Karte Raho
Dil Ki Awaz Dil Main Daabana Nahi
Watch below Zong Sub Keh Do Song 2012 - “Batein Karte Raho ” by Rahat Fateh Ali Khan

Disqus Comments